- Ha Raham Farma-e-Khuda (Mehfooz) - AAMIR
Aani jaani hai kahani
Bulbule si Zindagani
Banti kabhi bigadti
Tez hawa se ladti bhidti
Armaan kare kaaya yeh ujali
Mitti mein mil jaayegi
Chahe jitni shamayein roshan kar le
Dhoop to dhal jaayegi, jaayegi
Kya mazaal teri marzi ke aage
Bando ki chal jaayegi
Thaame ungli jo tu katputli bhi
Chaal badal jaayegi, jaayegi
Ha raham, ha raham farm-e-Khuda
Mefooz har kadam karna e-khuda
Bulbule si Zindagani
Banti kabhi bigadti
Tez hawa se ladti bhidti
Armaan kare kaaya yeh ujali
Mitti mein mil jaayegi
Chahe jitni shamayein roshan kar le
Dhoop to dhal jaayegi, jaayegi
Kya mazaal teri marzi ke aage
Bando ki chal jaayegi
Thaame ungli jo tu katputli bhi
Chaal badal jaayegi, jaayegi
Ha raham, ha raham farm-e-Khuda
Mefooz har kadam karna e-khuda
Beyond words :)
- Tose Naina Lage (Jaaveda Zindagi) - ANWAR
- Meharbaan - ADA
Tu hai nihaa (Secret), main hoon ayaan (visible),
Tu hatheli (Palm), main hoon heena (Decoration).
AR Rahman vocals, AR Rahman music, beautiful Urdu laden poetry; brings smile to one's face, peace to one's mind and makes one feel good about oneself and everything around.Tu hatheli (Palm), main hoon heena (Decoration).
- Jiya Dhadak Dhadak Jaye - KALYUG
- Teri Deewani - KAILASA (Kailash Kher)
Amazing songs, nothing more can be said, just listen and experience it for yourself.
1 comment:
Ha raham is one my favorites too...loved the song...loved the movie as well..strange co-incidence that Aamir is so much related to incidences taking place around us at the moment...
Post a Comment